Kya Khub Lagti Ho Lyrics, Singer & Song Details

Dharmatma 1975 album cover

Dharmatma 1975 Album Details

Feroz Khan
Kalyanji, Anandji
Indeevar
Feroz Khan, Hema Malini, Nazir Hussain, Premnath, Imtiaz Khan, Rekha, Farida Jal

album songs
Kya Khub Lagti Ho
Singer : Mukesh, Kanchan

Kya Khub Lagti Ho Lyrics

Song Title = Kya Khoob Lagti Ho
Movie/Album = Dharmatma 1975
Singer(s) = Mukesh, Kanchan
Lyricist = Indeevar
Music = Kalyanji, Anandji

Mp3 Song Lyrics

((kya khub lagti ho, badi sundar dikhti ho
kya khub lagti ho, badi sundar dikhti ho
phir se kaho kehte raho, achchha lagta hai
jivan ka har sapna abb sachcha lagta hai
kya khub lagti ho, badi sundar dikhti ho
kya khub lagti ho, badi sundar dikhti ho

tarif karoge kab tak, bolo kab tak
mere sine me saans rahegi jab tak
kab tak mai rahungi mann me, ha mann me
suraj hoga jab tak nile gagan me
phir se kaho kehte raho, achchha lagta hai
jivan ka har sapna abb sachcha lagta hai
o kya khub lagti ho, badi sundar dikhti ho
tum pyar se pyari ho, tum jan hamari ho

khush ho na mujhe tum pakar, mujhe pakar
pyase dil ko aaj mila hai sagar
kya dil me hai aur tamanna, hai tamanna
har jivan me tum meri hi bananaa
phir se kaho kehti raho, achchha lagta hai
jivan ka har sapna abb sachcha lagta hai
o kya khub lagti ho, badi sundar dikhti ho
tum pyar se pyare ho, tum jan hamari ho
tum pyar se pyare ho, tum jan hamari ho ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kya Khub Lagti Ho

Kya Khub Lagti Ho is a song from Dharmatma 1975. It is sung by Mukesh, Kanchan. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Kalyanji, Anandji. Read the lyrics above and view the Dharmatma 1975 album song list for more songs and album details.