Kya Jeena Kya Marna Lyrics, Singer & Song Details

I Am Singh 2011 album cover

I Am Singh 2011 Album Details

Puneet Issar
Surendra Singh Sodhi
None
Joseph Armillas, Anto Boghokian, Elissa Brentano

album songs
Kya Jeena Kya Marna
Singer : Rahat Nusrat Fateh Ali Khan

Kya Jeena Kya Marna Lyrics

Song lyrics Title = Kya Jeena Kya Marna
Movie/album = I Am Singh (2011)
Singers = Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Song Lyricists = None
Music Director = Surendra Singh Sodhi
Director = Puneet Issar
Music Label = Sony Music

Mp3 Song Lyrics

((Kya jeena, kya marna, tere bina hai, sab

gunah karna
Gunak karna, har lamha, har lamha, hai tanha

tanha
Har ik lamhe ko, bas tabah karna, tabah karna
Kya jeena kya jeena, kya marna kya marna,

tere bina hai tere bina hai, sab gunah karna
Sab gunah karna
Har lamha, har lamha, hai tanha tanha hai

tanha tanha
Har ik lamhe ko har ik lamhe ko, bas tabah

karna bas tabah karna, tabah karna
Kya jeena, kya jeena

Tanhaiyon se keh do mere paas na aaye
Veeraniyon se keh do kahin aur hi jaaye
Dil mein nahin hai mere koi ghum ke liye jaga
Har sutra junoon hi khushiyon ki bana wajah
Doori se doori si, doori se ab kya darna
Yaadon se teri hai ab nibah karna, nibah

karna
Kya jeena, kya jeena

Deewangi ki sarhad ab todh denge hum
Tere junoon mein duniya ab chodh denge hum
Behte hue lahu mein mehfooz hai bas tu
Tera karoon main sajda bas tuhi aarzoo
Ishq hai, ishq hai, ishq hai parwah karna
Ik doosre mein bas jiya karna, jiya karna
Kya jeena, kya jeena

Teri kashish ne mujhko haan bekhud bana diya
Jeena hua tha doobar par tune jila diya
Armaan hue hain bhaagi haan bhaagi hua hoon

main
Sab kuch tera hua hai haan tera hua hoon main
Khwaish hai, khwaish hai, khwaish hai sang

sang rehna
Rooh mein teri bas fanaa hona, fanaa hona
Kya jeena, kya marna, tere bina hai, tere

bina hai, sab gunah karna, sab gunah karna
Har lamha har lamha, har lamha, hai tanha

tanha
Har ik lamhe ko, bas tabah karna, tabah karna
Kya jeena, kya jeena.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Jeena Kya Marna

Kya Jeena Kya Marna is a song from I Am Singh 2011. It is sung by Rahat Nusrat Fateh Ali Khan. Lyrics are credited to None. Music information: Surendra Singh Sodhi. Read the lyrics above and view the I Am Singh 2011 album song list for more songs and album details.