Kya Janoon Sajan Lyrics, Singer & Song Details

Baharon Ke Sapne 1967 album cover

Baharon Ke Sapne 1967 Album Details

Nasir Hussain
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Rajesh Khanna, Asha Parekh, Prem Nath

album songs
Kya Janoon Sajan
Singer : Lata Mangeshkar

Kya Janoon Sajan Lyrics

Song Title = Kya Janoo Sajan Huti
Movie/album = Baharon Ke Sapne (1967)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Nasir Hussain
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan

Kaanton mein main khadi, nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne
Kaanton mein main khadi, nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne
Chehre ki dhool kya, chanda ki chaandni
Utri to reh gayi mukh pe apne
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan

Jabse mili nazar, maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna
Jabse mili nazar, maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna
Dhar li jo pyaar se, meri kalaayiyaan
Piya teri ungliyan ho gayi kangana
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kya Janoon Sajan Video

About Kya Janoon Sajan

Kya Janoon Sajan is a song from Baharon Ke Sapne 1967. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Baharon Ke Sapne 1967 album song list for more songs and album details.