Kya Huwa Yaad Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Madadgaar 1987 album cover

Madadgaar 1987 Album Details

Ramesh Puri
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Sulakshana Pandit

album songs
Kya Huwa Yaad Nahin
Singer : Mohammed Rafi

Kya Huwa Yaad Nahin Lyrics

Song Title = Kya Huwa Yaad Nahin
Movie/Album = Madadgar (1987)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Ramesh Puri

Mp3 Song Lyrics

((Kya huya yaad nahi
Kaise huya yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahi
Kaise huya yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahi

Hum wahi aap wohi
Hum wahi aap wohi
Phir bhi ye anjana pan
Aapne aodah liya kyu
Ye udasi ka kafan
Kab huyi kisse huyi
Kaisi khata yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahi

Aap badle to fija
Rang badal jayegi
Lab pe roki hai jo
Wo aahe nikal jayegi
Aap badle to fija
Rang badal jayegi
Lab pe roki hai jo
Wo aahe nikal jayegi
Aap kyu aaj hai humse
Sabse khafa yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahi
Kaise huya yaad nahi
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahi
Kya huya yaad nahi
Yaad nahi yaad nahi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Huwa Yaad Nahin

Kya Huwa Yaad Nahin is a song from Madadgaar 1987. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Madadgaar 1987 album song list for more songs and album details.