Kya Hua Yeh Mujhe Kya Lyrics, Singer & Song Details

Jis Desh Mein Ganga Behti Hai 1960 album cover

Jis Desh Mein Ganga Behti Hai 1960 Album Details

Radhu Karmakar
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Raj Kapoor, Padmini, Pran

album songs
Kya Hua Yeh Mujhe Kya
Singer : Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

Kya Hua Yeh Mujhe Kya Lyrics

Song Title = Kya Hua Ye Mujhe Kya
Movie/album = Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
Singers = Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Radhu Karmakar

Mp3 Song Lyrics

((Kya huya ye mujhe kya huya
Kya pata jane kyu machal raha
Hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
Woh kon hai hume bhi to bata kya huya

Sans sans bekarar hai
Jaise tere dil ke par hai
Haye jiski mithi mithi hai jalan
Ye wo madhbhara bukhar hai
Mat kisi ko bata chhup sake to chhupa
Kya huya ye mujhe kya huya
Kya pata jane kyu machal raha
Hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
Woh kon hai hume bhi to bata kya huya

Din me tujhko khawab aayenge
Aur rat bhar jagayenge
Dur ye kasak jo yu bani rahi
Haye hum to mar hi jayenge
Dhadke dil har ghadi
Haye ye kya bebasi
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
Woh kon hai hume bhi to bata
Kya huya ye mujhe kya huya
Kya pata jane kyu machal raha
Hai aaj dil mera, kya huya

Is nashe ka kya utar hai
Is nadi ka koi par hai
Rog ye to lailaz hai
Ha isi ka naam pyar hai
Roz hota nahi hoke mitta nahi
Kya huya ye mujhe kya huya
Kya pata jane kyu machal raha
Hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
Woh kon hai hume bhi to bata kya huya....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kya Hua Yeh Mujhe Kya

Kya Hua Yeh Mujhe Kya is a song from Jis Desh Mein Ganga Behti Hai 1960. It is sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Jis Desh Mein Ganga Behti Hai 1960 album song list for more songs and album details.