Kya Hua Tujhe Kya Hua Lyrics, Singer & Song Details

Mera Rakshak 1978 album cover

Mera Rakshak 1978 Album Details

R Thyagaraajan
None
None
Mithun Chakraborty, Abhi Bhattacharya, Shreeram Lagoo

album songs
Kya Hua Tujhe Kya Hua
Singer : Asha Bhosle

Kya Hua Tujhe Kya Hua Lyrics

Song Title = Kya Hua Tujhe Kya Hua
Movie/Album = Mera Rakshak (1978)
Singer = Asha Bhosle

Mp3 Song Lyrics

((kya hua tujhe kya hua tu kaha kaha khoya hua
hotho ka sahad aankho ki sharab tere liye hai
jile re jile pile re pile
kya hua tujhe kya hua tu kaha kaha khoya hua

rat ki sari masti apni baho me bhar bhar le
dekhne walo ke hosh ud jaye pike wo hal karle
julfo ki mahak chehre ka chamak tere liye hai
jile re jile pile re pile
kya hua tujhe kya hua tu kaha kaha khoya hua

paresan paresan badan ye mera
tere liye hai meri jan
kal ye jawani hogi kaha der na karna
mane tu agar sari ye umar tere liye hai
jile re jile pile re pile
kya hua tujhe kya hua tu kaha kaha khoya hua...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kya Hua Tujhe Kya Hua

Kya Hua Tujhe Kya Hua is a song from Mera Rakshak 1978. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mera Rakshak 1978 album song list for more songs and album details.