Kya Hua Jo Laree Chhuti Lyrics, Singer & Song Details

Ek Chalis Ki Last Local 2007 album cover

Ek Chalis Ki Last Local 2007 Album Details

Sanjay Khanduri
Call
Ankur Tewari
Abhay Deol, Neha Dhupia

album songs
Kya Hua Jo Laree Chhuti
Singer : Xulfi

Kya Hua Jo Laree Chhuti Lyrics

Song Title = Kya Hua Jo Laree Chhuti
Movie/Album = Ek Chalis Ki Last Local (2007)
Singers = Xulfi
Song Lyricists = Ankur Tewari
Music Composer = Call (Band)
Director = Neeraj Pandey

Mp3 Song Lyrics

((Woh kehte hai na
Jo hota hai acche ke liye hota hai
Galat kehte hai

Kismat ka khel hai sara
Phirta tha mein awara
Yeh kya se kya hogaya
Chaar din ki zindagani
Har pal ek nai kahani
Kya tha mein kya ban gaya

Kya hua jo larrri chhuti
Jeevan ki gadi looti
Khwaab hai to mujhko naa jaga
Zindagi ek pal mein salli
Yun palat gai humari
Jhooth hai to mujhko na bataa

Mumbai ..suna tha yahan adami
Puri zindagi apni kismat slow track se
Fast track laane mein nikal deta hai
Per dhai ghante mein meri kismat
Aise slow track se fast track per
Aa jayigi yeh mene kabhi socha nahi tha
Saza maza ban jayegi
Yeh bhi kabhi socha nahi tha
Last local kya chutti
Sala kismat patri per aagayi

Karlo jo bhi karna hai
Hota hai jo hona hai
Guzra to pal yeh phir na aayega
Kya bura hai kya bhala hai
Waqt hi shayaad khuda hai
Ho jane do phir dekha jayega

Kya hua jo larrri chhuti
Jeevan ki gadi looti
Khwaab hai to mujhko naa jaga
Zindagi ek pal mein salli
Yun palat gai humari
Jhooth hai to mujhko na bataa

O kehte hai na
Jo hota hai acche ke liye hota hai
Sahi kehte hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Hua Jo Laree Chhuti

Kya Hua Jo Laree Chhuti is a song from Ek Chalis Ki Last Local 2007. It is sung by Xulfi. Lyrics are credited to Ankur Tewari. Music information: Call. Read the lyrics above and view the Ek Chalis Ki Last Local 2007 album song list for more songs and album details.