Kya Haseenon Ka Dil Nahi Lyrics, Singer & Song Details

College Girl 1960 album cover

College Girl 1960 Album Details

T. Prakash Rao
Jaikishan, Shankar
Rajendra Krishan
Om Prakash, Raj Mehra, Achala Sachdev

album songs
Kya Haseenon Ka Dil Nahi
Singer : Mohammed Rafi

Kya Haseenon Ka Dil Nahi Lyrics

Song Lyrics Title = Kya Haseenon Ka Dil Nahi
Song Lyrics Movie = College Girl (1960)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Jaikishanl, Shankar
Director = T. Prakash Rao
Music Label = Saregama
Release on = 31st December, 1960

Mp3 Song Lyrics

((Kya hasino ka dil nahi hota
Kya hasino ko pyar nahi hota
Ye jhuth har sarasar
Banawat banawat
Ye bhi hote hai ishq ke bimar
Kya hasino ka dil nahi hota
Kya hasino ko pyar nahi hota
Ye jhuth har sarasar
Banawat banawat
Ye bhi hote hai ishq ke bimar

Dhadkata hai dil machalta hai dil
Ye fir bhi na muh se na mane
Ye dekhe udhar ishara idhar
Hum inki najar pahchane
Kya bekarar ye nahi hote
Ye jhuth har sarasar
Banawat banawat
Ye bhi hote hai ishq ke bimar
Kya hasino ka dil nahi hota
Kya hasino ko pyar nahi hota
Ye jhuth har sarasar
Banawat banawat
Ye bhi hote hai ishq ke bimar

Jane bhi do ye juthi akad
Ab hamko apna bana lo
Aji mudke jara aji badhke jara
Pyar se hath milalo
Kya tumse kasur nahi hota
Kya dil majbur nahi hota
Ye jhuth har sarasar
Banawat banawat
Ye bhi hote hai ishq ke bimar
Kya hasino ka dil nahi hota
Kya hasino ko pyar nahi hota
Ye jhuth har sarasar
Banawat banawat
Ye bhi hote hai ishq ke bimar...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Kya Haseenon Ka Dil Nahi

Kya Haseenon Ka Dil Nahi is a song from College Girl 1960. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the College Girl 1960 album song list for more songs and album details.