Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics, Singer & Song Details

Pardesi Babu 1998 album cover

Pardesi Babu 1998 Album Details

Manoj Agrawal
Anand Raj Anand
Anand Raj Anand
Govinda, Raveena Tandon, Shilpa Shetty

album songs
Kya Hai Pyar Bataao Naa
Singer : Udit Narayan, Kavita

Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics

Song Title = Kya Hai Pyar Bataao Naa
Movie/album = Pardesi Babu (1998)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Song Lyricists = Sudhakar Sharma
Music Director = Anand Raj Anand
Director = Manoj Agrawal

Mp3 Song Lyrics

((kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog
bada kathin hai pyar nibhana, aisa kyu kahte hai log
kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog
kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog
bada kathin hai pyar nibhana, aisa kyu kahte hai log
yu to pyar sabhi karte, lekin nibhate hai kuchh log
kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog

pyar chhubhan hai, pyar agan hai
pyar chhubhan hai, pyar agan hai, aisa sab kyu kahta hai
sunte hai do pal ki khusi, me ansu umar bhar bahta hai
ho pyar samarpan hai pyar hai pooja
pyar ke rang sa rang na duja
pyar me do aasu bahe bhi to kya hai
pyar ki barkha ka pana maja hai
lekin pyar kiya nahi jata, ye to hota hai sanjog
kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog
kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog

achha to kuch or batao, pyar me kaya kya hota hai
pyar kisi se ho jaye to, kaise baiya wo hota hai
pyar hai wo kaisa jo karne pada baiya
najro se padhte hai dil ki jubaa
pyar ki dunia to sabse juda hai, pyar se mehka ye sara jaha
samjh gayi mai pyar ka matlab, kyu ye kahte hai sab log
yu to pyar sabhi karte, lekin nibhate hai kuchh log
yu to pyar sabhi karte hai, lekin nibhate hai kuchh log
pyar se dunia pyar se khusiya, phir bhi isko kahte rog))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kya Hai Pyar Bataao Naa

Kya Hai Pyar Bataao Naa is a song from Pardesi Babu 1998. It is sung by Udit Narayan, Kavita. Lyrics are credited to Anand Raj Anand. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Pardesi Babu 1998 album song list for more songs and album details.