Kya Hai Mohabbat Lyrics, Singer & Song Details

Ekk Deewana Tha 2012 album cover

Ekk Deewana Tha 2012 Album Details

Gautham Menon
A. R. Rahman
Javed Akhtar
Prateik Babbar, Amy Jackson, Manu Rishi, Samantha Ruth Prabhu

album songs
Kya Hai Mohabbat
Singer : A. R. Rahman

Kya Hai Mohabbat Lyrics

Song Title = Kya Hai Mohabbat
Movie/album = Ekk Deewana Tha (2012)
Singers = A.R. Rahman
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = A.R. Rahman
Director = Gautham Menon

Mp3 Song Lyrics

((Mohabbat hai ek khwab ya
Ek junoon hai
Kisi ko mohabbat agar hai
Toh kyun hai
Mohabbat mein to sirf betabiyaan hain
Toh phir kyun mohabbat mein
Dil ko sukoon hai, sukoon hai
Koi ye bata de ki kya hai mohabbat
Mohabbat

Mohabbat hai dariya mohabbat kinara
Mohabbat sitam hai mohabbat sahara
Mohabbat idhar bhi mohabbat udhar bhi
Mohabbat nazar hai mohabbat nazaara
Koi ye bata de bata de bata de

Mohabbat mein sab kuchh haseen lagta hai kyun
Sitam jo kare dil nasheen lagta hai kyun
Mohabbat hai jis se wo dil tode bhi to
Bura phir bhi dil ko bura lagta hai kyun
Koi ye bata de ki kya hai mohabbat mohobbat

Na samjha koi wo ada hai mohabbat
Ki inaam hai ya saza hai mohabbat
Kisi ne kaha hai to kyun ye kaha hai
Mohabbat khuda hai khuda hai mohabbat
Koi ye bata de ki kya hai mohabbat...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Hai Mohabbat

Kya Hai Mohabbat is a song from Ekk Deewana Tha 2012. It is sung by A. R. Rahman. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: A. R. Rahman. Read the lyrics above and view the Ekk Deewana Tha 2012 album song list for more songs and album details.