Kya Dil Ne Kaha Lyrics, Singer & Song Details

Kyaa Dil Ne Kahaa 2002 album cover

Kyaa Dil Ne Kahaa 2002 Album Details

Sanjay Chhel
None
None
Ashok Saraf, Tusshar Kapoor, Esha Deol, Raj Babbar, Nina Kulkarni, Rajesh Khanna

album songs
Kya Dil Ne Kaha
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Kya Dil Ne Kaha Lyrics

Song Title = Kya Dil Ne Kaha
Movie/Album = Kyaa Dil Ne Kahaa (2002)
Singer(s) = Alka Yagnik, Udit Narayan

Mp3 Song Lyrics

((FEMALE--
La la la la la la la, la la la la la la - 2
Kya dil ne kaha, mm mm mm mm hm
Kya dil ne kaha, kya tumne suna
Palkein jhuki hain saansein ruki hain
Koi hamein pukaare
Anjaani raahein thaame hain baahein
Hum hi nahin hamaare, oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna - 2

--MALE--
Milte bichhadte yun chalte chalte
Hum ho gaye tumhaare
Kaisa asar hai hum bekhabar hai
Badle hain yeh sitaarein, oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna - 2

--FEMALE--
Hm, tanha tanha jeete the, khud se baatein karte the
Tum sa koi mil jaayega, dil pe likhte rehte the
Tanha tanha jeete the, khud se baatein karte the
Tum sa koi mil jaayega, dil pe likhte rehte the
Dil pe yeh likhte rehte the

--MALE--
Nazrein churaana laage suhaana
Baali umar hai jaana, oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna

--FEMALE--
Jo dil ne kaha haan maine suna

--MALE--
Oh, main to bhanwra hoon sorry, kaliyon ki karta chori
Baandhe kyoon preet ki dori, rehne de thodi doori
Main to bhanwra hoon sorry, kaliyon ki karta chori
Baandhe kyoon preet ki dori, rehne de thodi doori
Rehne de thodi si doori

--FEMALE--
Arre teri to jaane maine hai baandhe
Saaton janam ke dhaage, oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna

--MALE--
Jo dil ne kaha haan maine suna

--FEMALE--
Palkein jhuki hain saansein ruki hain
Koi hamein pukaare

--MALE--
Anjaani raahein thaame hain baahein
Hum hi nahin hamaare

--FEMALE--
Oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna

--MALE--
Jo dil ne kaha haan maine suna..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Dil Ne Kaha

Kya Dil Ne Kaha is a song from Kyaa Dil Ne Kahaa 2002. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Kyaa Dil Ne Kahaa 2002 album song list for more songs and album details.