Kya Chiz Hai Mohabbat Lyrics, Singer & Song Details

Shair 1949 album cover

Shair 1949 Album Details

Chawla
Ghulam Mohammad
Shakeel Badayuni
Dev Anand, Suraiya, Agha, Shyama, Murad, Dulari

album songs
Kya Chiz Hai Mohabbat
Singer : Suraiya Jamaal Sheikh

Kya Chiz Hai Mohabbat Lyrics

Song Title = Kya Chiz Hai Mohabbat
Movie/Album = Shair (1949)
Singers = Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Ghulam Mohammad
Director = Chawla

Mp3 Songs Lyrics

((Kya chiz hai mohabbat
Kya chiz hai mohabbat mohabbat
Koi mere dil se puche
Mere dil se puche
Kya chiz hai mohabbat
Kya chiz hai mohabbat mohabbat
Koi mere dil se puche
Mere dil se puche
Kya chiz hai mohabbat

Aaps mein pahle pahle
Milti hai jab nigahe
Milti hai jab nigahe
Ban ban ke jab fasana
Aati hai lab pe aahe
Aati hai lab pe aahe
Aise me dil ki halat
Aise me dil ki halat
Koi mere dil se puche
Koi mere dil se puche
Kya chiz hai mohabbat

Jab zindagi ki rate
Aati hai zindagi mein
Jab apne dil se bate
Hoti hai chandani mein
Hoti hai chandani mein
Us chandani ki kimat
Koi mere dil se puche
Koi mere dil se puche
Kya chiz hai mohabbat

Jab dil ki dhadkano se
Hote hai rag paida
Dil dil se milke jis dam
Karta hai aag paida
Karta hai aag paida
Un do dilo ki kismat
Koi mere dil se puche
Koi mere dil se puche
Kya chiz hai mohabbat
Kya chiz hai mohabbat mohabbat
Koi mere dil se puche
Mere dil se puche
Kya chiz hai mohabbat.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Chiz Hai Mohabbat

Kya Chiz Hai Mohabbat is a song from Shair 1949. It is sung by Suraiya Jamaal Sheikh. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Shair 1949 album song list for more songs and album details.