Kudiyan Baimaan Ve Lyrics, Singer & Song Details

Badmashiyaan 2015 album cover

Badmashiyaan 2015 Album Details

Amit Khanna
Bobby-Imran
Shabbir Ahmed
Sidhant Gupta, Sharib Hashmi, Gunjan Malhotra

album songs
Kudiyan Baimaan Ve
Singer : Manish J. Tipu

Kudiyan Baimaan Ve Lyrics

Song Lyrics Title = Kudiyan Baimaan
Song Lyrics Movie = Badmashiyaan (2015)
Singer = Manish J. Tipu
Musician = Bobby - Imran
Lyricist = Shabbir Ahmed
Director = Amit Khanna


Mp3 Song Lyrics

((Arre nazar mila ke kar dengi yeh
Arre tera kaam tamaam
Haan haan bachana hai to sunle babua
Arre baat hamari maan

Aaye haye baby ke nakhre

Aaye haye by God kasam se
Dhoonde hai chikne bakre x (2)
Aankhon ke signal deke
Thag le yeh sara Hindustan ve
Oh baby!
Haye re yeh kudiyan beimaan ve
Haye re yeh kudiyan baimaan ve, beimaan ve
Haye re yeh kudiyan beimaan ve

Aaye haye yeh lovely chehre
Kyun na dil inpe phisle
Love shuv ka chooran deke
Muthi mein karle sabki jaan yeh
Haye re yeh kudiyan beimaan ve
Haye re yeh kudiyan baimaan ve, beimaan ve
Haye re yeh kudiyan beimaan ve

Tip-top banke ghoomein
Oonchi heel sandal pehnein
Slim body makeup shakeup
Hi-fi kapde pehnein
By God ki kasam yeah!

Tip-top banke ghoomein
Oonchi heel sandal pehnein
Slim body makeup shakeup
Hi-fi kapde pehnein
Choti gaadi waalon ke yeh
Muh na lagein Raama
BMW waalon se emotional drama
Pocket mein inka sara dhyan ve
O baby!
Haye re yeh kudiyan beimaan ve
Haye re yeh kudiyan baimaan ve, beimaan ve
Haye re ye kudiyan beimaan ve

Aashikon ke kitne paise
Parlour mein jaake phunke
Bil bharke inke mar gaye
Jaane kitne Majnu bhukhe
Humko to maalum tha pahile se

Aashikon ke kitne paise
Parlour mein jaake phunke
Bil bharke inke mar gaye
Jaane kitne Majnu bhukhe
Dil pe daya na aaye
Fry karke khaayein
Ladkon ko tissue samjhe
Flush karte jaayein
Inko na samajha bhagwan ve
Haye re yeh kudiyan beimaan ve
Haye re yeh kudiyan baimaan ve, beimaan ve
Haye re yeh kudiyan beimaan ve
Humko to maalum tha pahile se...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kudiyan Baimaan Ve Video

About Kudiyan Baimaan Ve

Kudiyan Baimaan Ve is a song from Badmashiyaan 2015. It is sung by Manish J. Tipu. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Bobby-Imran. Read the lyrics above and view the Badmashiyaan 2015 album song list for more songs and album details.