Kuchh To Hua Hai Lyrics, Singer & Song Details

Jaane Hoga Kya 2006 album cover

Jaane Hoga Kya 2006 Album Details

Ankush, Glenn
Nikhil, Vinay
Sameer
Aftab Shivdasani, Bipasha Basu, Preeti Jhangiani

album songs
Kuchh To Hua Hai
Singer : Udit Narayan

Kuchh To Hua Hai Lyrics

Song Title = Kuch To Hua Hai
Movie/Album = Jaane Hoga Kya (2006)
Singer = Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Glen Barretto , Ankush Mohla

Mp3 Song Lyrics

((Kuch to hua hai mere is dil ko
Kuch to hua hai mere is dil ko
Aakhon se tune is ko chhua hai

Kuch to hua hai tere is dil ko
Kuch to hua hai tere is dil ko
Tera dil deewana kahin kho gaya hai
Kuch to hua hai

Karwaatein le le ke raat dhal jaati hai
Koyi khushboo meri saansein mehkaati hai

Sanam keh rahi hai teri beqeraari
Tujhpe hai chhaayi ishq ki khumaari

Mujhe sab pata hai kuch to hua hai
Mujhe sab pata hai kuch to hua hai
Aakhon se tune is ko chhua hai
Kuch to hua hai

Mere in honthon ka rang udh jaata hai
Dhadkano ko meri koyi dhadkaata hai

Na pehle kabhi tha tera haal aisa
Meri jaan chala tujhpe jadoo yeh kaisa

Mujhe lag raha hai kuch to hua hai
Mujhe lag raha hai kuch to hua hai
Aakhon se tune is ko chhua hai
Kuch to hua hai mere is dil ko
Kuch to hua hai mere is dil ko
Aakhon se tune is ko chhua hai

Kuch to hua hai tere is dil ko
Kuch to hua hai tere is dil ko
Tera dil deewana kahin kho gaya hai
Kuch to hua hai))

Posted by : {Soni Kumari}

About Kuchh To Hua Hai

Kuchh To Hua Hai is a song from Jaane Hoga Kya 2006. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Jaane Hoga Kya 2006 album song list for more songs and album details.