Kuchh Meetha Ho Jaye II Lyrics, Singer & Song Details

Kuchh Meetha Ho Jaye 2005 album cover

Kuchh Meetha Ho Jaye 2005 Album Details

Samar Khan
Himesh Reshammiya
Sameer
Arshad Warsi, Mahima Chaudhry, Shah Rukh Khan

album songs
Kuchh Meetha Ho Jaye II
Singer : Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Kuchh Meetha Ho Jaye II Lyrics

Song Title = Kuchh Meetha Ho Jaye II
Movie/album = Kuchh Meetha Ho Jaye (2005)
Singers = Jayesh Gandhi, Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Samar Khan
Music Label = Shemaroo

Mp3 Song Lyrics

((Yu rutho na tum mehbuba, hasdo toh chain aaye
Ho jaye ho jaye
Ho jaye ho jaye, ha kuchh meetha ho jaye

Yu rutho na tum mehbuba, hasdo toh chain aaye
Ho jaye ho jaye
Ho jaye ho jaye, ha kuchh meetha ho jaye

Pyar jaha hain rab bhee wahee hain
Pyar nahee toh kuchh bhee nahee hain
Pyar ka ek dilkash lamha, hota hain sadiyo se bada
Yar nahee kat sakta hain, dil ka safar tanha tanha
Mai mangu duwa hale dil yeh, tumko koyee samjhaye
Ho jaye ho jaye
Ho jaye ho jaye, ha kuchh meetha ho jaye

Bechainee ka alam hain, aur sama bhee hain pyara
Har ehsas mai pagalpan, manjar bhee hain aawara
Hai sabse hasin teraa chehra, har dil ko jo bhaye
Ho jaye ho jaye
Ho jaye ho jaye, ha kuchh meetha ho jaye

Ho jaye ho jaye, ha kuchh meetha ho jaye..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kuchh Meetha Ho Jaye II

Kuchh Meetha Ho Jaye II is a song from Kuchh Meetha Ho Jaye 2005. It is sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Kuchh Meetha Ho Jaye 2005 album song list for more songs and album details.