Kuchh Kuchh Hone Laga Lyrics, Singer & Song Details

Dhake Ki Malmal 1956 album cover

Dhake Ki Malmal 1956 Album Details

J.K. Nanda
Omkar Prasad Nayyar
Jan Nisar Akhtar
Madhubala, Rajan Haksar, Jagdeep

album songs
Kuchh Kuchh Hone Laga
Singer : Asha Bhosle, Shamshad Begum

Kuchh Kuchh Hone Laga Lyrics

Song Lyrics Title = Kuchh Kuchh Hone Laga
Song Lyrics Movie = Dhake Ki Malmal (1956)
Singers = Asha Bhosle, Shamshad Begum
Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar
Music Composer = Omkar Prasad Nayyar
Director = J.K. Nanda
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kuch kuch hone laga mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga

Aaj ye kiski ada mujhko tadpane lagi
Kyu najar jhukne lagi chal lahrane lagi
Aaj ye kiski ada mujhko tadpane lagi
Kyu najar jhukne lagi chal lahrane lagi
Cha gaya dil pe mere ek andaz naya
Dubkiya lene laga dil me ek raz naya
Dil me ek raz naya
Kuch kuch hone laga mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga

Dekh hamse na chipa ye hasi raz hai kya
Hamse aankhe to mila iska jara naz hai kya
Dekh mat ched mujhe mujhko itna sa sata
Ye mera hal hai kya ye kuch tu hi bata
Haye kuch tu hi bata
Kuch kuch hone laga mera dil khone laga
Aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga
Ha ye kya hone laga
Kuch kuch hone laga...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Kuchh Kuchh Hone Laga

Kuchh Kuchh Hone Laga is a song from Dhake Ki Malmal 1956. It is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum. Lyrics are credited to Jan Nisar Akhtar. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Dhake Ki Malmal 1956 album song list for more songs and album details.