Kuchh Is Tarah Lyrics, Singer & Song Details

8 x 10 Tasveer 2009 album cover

8 x 10 Tasveer 2009 Album Details

Nagesh Kukunoor
Salim, Sulaiman Merchant
Irfan Siddique
Akshay Kumar, Ayesha Takia Azmi, Sharmila Tagore, Javed Jaffrey

album songs
Kuchh Is Tarah
Singer : Mohit Chauhan, Tulsi Kumar

Kuchh Is Tarah Lyrics

Song Title = Kuchh Is Tarah
Movie name = 8 x 10 Tasveer (2009)
Singers = Mohit Chauhan, Tulsi Kumar
Song Lyricists = Irfan Siddique
Music Director = Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Director = Nagesh Kukunoor
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Kuch is tarah
Dil ko mila
Hai sukun

Kuch is tarah
Kuch hai yeh dil
Kya kahun

Asaan hai abb yeh safar
Jo bani tu meri Hum safar

Asaan hai abb yeh safar
Jo bani tu meri Hum safar

Kuch is tarah
Dil ko mila
Hai sukun

Kuch is tarah
Kuch hai yeh dil
Kya kahun

Koi Vyaham na hai sanam
Tu meri saanson mein nazdeek hai
Ab Na sanam Na hai gum
Jo ishq hai tera Sab Theek hai

Kuch is tarah
Kuch is tarah

Tu saath hai jaise
Koi Dua

Nazuk hai bada
Yeh pal Yeh Sama
Aaja Meri chaho mein Tu kho Zara

Kuch is tarah
Dil ko mila
Hai sukun

Kuch is tarah
Kuch hai yeh dil
Kya kahun

Asaan hai abb yeh safar
Jo bani tu meri Hum safar

Asaan hai abb yeh safar
Jo bani tu meri Hum safar

Kuch is tarah
Dil ko mila
Hai sukun

Kuch is tarah
Kuch hai yeh dil
Kya kahun..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kuchh Is Tarah Video

About Kuchh Is Tarah

Kuchh Is Tarah is a song from 8 x 10 Tasveer 2009. It is sung by Mohit Chauhan, Tulsi Kumar. Lyrics are credited to Irfan Siddique. Music information: Salim, Sulaiman Merchant. Read the lyrics above and view the 8 x 10 Tasveer 2009 album song list for more songs and album details.