Kuchh Aur Zamana Kehta Hai Lyrics, Singer & Song Details

Chhoti Chhoti Baatein 1969 album cover

Chhoti Chhoti Baatein 1969 Album Details

Motilal
Anil Krishna Biswas
Shailendra
Nadira, Moti Sagar

album songs
Kuchh Aur Zamana Kehta Hai
Singer : Meena Kapoor

Kuchh Aur Zamana Kehta Hai Lyrics

Song Title = Kuchh Aur Zamana Kehta Hai
Movie/album = Chhoti Chhoti Baatein (1969)
Singers = Meena Kapoor
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Anil Krishna Biswas
Director = Motilal
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kuchh aur zamana kehta hai
Kuchh aur hai zid mere dil ki
Kuchh aur zamana kehta hai
Kuchh aur hai zid mere dil ki
Main baat zamaane ki maanun,
Ya baat sunun apane dil ki
Kuchh aur zamana kehta hai

Duniya ne hamein berahami se
Thukara jo diya, achchha hi kiya
Nadan ham samajhe baithe the
Nadan ham samajhe baithe the
Nibhati hai yahaan dil se dil ki
Kuchh aur zamana kehta hai

Inasaaf, muhobbat, sachchayi
Wo rahamo qaram ke dikhalaave
Kuchh kahate zuban sharamati hai
Kuchh kahate zuban sharamati hai
Puchho na jalan mere dil ki
Kuchh aur zamana kehta hai

Jo basti hai insaanon ki
Insaan magar dhundhe na mila
Insaan magar dhundhe na mila
Patthar ke buton se kya kije
Fariyaad bhala tute dil ki
Kuchh aur zamana kehta hai
Main baat zamaane ki maanun,
Ya baat sunun apane dil ki
Kuchh aur zamana kehta hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kuchh Aur Zamana Kehta Hai

Kuchh Aur Zamana Kehta Hai is a song from Chhoti Chhoti Baatein 1969. It is sung by Meena Kapoor. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Anil Krishna Biswas. Read the lyrics above and view the Chhoti Chhoti Baatein 1969 album song list for more songs and album details.