Kuch Toh Hua Hai Lyrics, Singer & Song Details

Singham Returns 2014 album cover

Singham Returns 2014 Album Details

Rohit Shetty
Ankit Tiwari
Sandeep Nath
Kareena Kapoor Khan, Ajay Devgan, Amole Gupte, Anupam Kher, Dayanand Shetty, Sam

album songs
Kuch Toh Hua Hai
Singer : Ankit Tiwari, Tulsi Kumar

Kuch Toh Hua Hai Lyrics

Song Title = Kuch Toh Hua Hai
Movie/album = Singham Returns (2014)
Singers = Ankit Tiwari, Tulsi Kumar
Song Lyricists = Sandeep Nath
Music Director = Ankit Tiwari
Director = Rohit Shetty

Mp3 Song Lyrics

((Raaton ko apni palkon se
Khwaab sajaane do
Khwaab sajane do
Phir khaabon ko aankhon se
Neend churaane do

Khaamoshiyan rakhti hain
Apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke
Se sab keh jaane do

Kuch to hua hai ye kya hua
Jo na pataa hai ye jo hua
Kuch toh hua hai
Samjho kuch samjho na

Jo kadam kadam chalun
Tujhe hi tay karun main
Saansein bankar tujhe odh lun
Tu khayaal sa mila hai
Jisko gin sakun main
Aadaton mein tujhe jod lun

Tujhse roshan raatein saari
Tujhpe hi khatam baatein saari
Khaamoshiyan rakhti hain
Apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se
Sab keh jaane do
Kuch toh hua hai ye kya hua
Jo na pataa hai ye jo hua
Kuch toh hua hai
Samjho kuch samjho na

Tujhe ek baar pyaar se
Jo chhu sakun main
Waqt ko phir wahin rok doon
Phir dil machal ke gar
Hadon ko bhool jaaye
Dhadkano ka safar chhod doon

Tune di hai saari khushiyan
Tu hai toh hai meri duniya
Khaamoshiyan rakhti hain
Apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke
Se sab keh jaane do
Kuch toh huaa hai ye kya hua
Jo na pataa hai ye jo hua
Kuch toh hua hai
Samjho kuch samjho na.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kuch Toh Hua Hai

Kuch Toh Hua Hai is a song from Singham Returns 2014. It is sung by Ankit Tiwari, Tulsi Kumar. Lyrics are credited to Sandeep Nath. Music information: Ankit Tiwari. Read the lyrics above and view the Singham Returns 2014 album song list for more songs and album details.