Kuch Hamare Hain Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Koi Khel Nahin 1999 album cover

Pyaar Koi Khel Nahin 1999 Album Details

Subhash Sehgal
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Majrooh Sultanpuri
Sunny Deol, Apoorva Agnihotri, Mahima Chaudhry

album songs
Kuch Hamare Hain
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Kuch Hamare Hain Lyrics

Song Title = Kuch Hamare Hain
Movie/album = Pyaar Koi Khel Nahin (1999)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Subhash Sehgal

Mp3 Song Lyrics

((Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Hum dono ke sapne kitne pyare hai

Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Hum dono ke sapne kitne pyare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai

Inmein us arman ka nur hai
Jo dil mein palta raha
Wo rangin nagma jo hoth me
Dabke machalta raha
Jalwe tamam aazad hai
Hum dil ke hai badshah

Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Hum dono ke sapne kitne pyare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai

Dekho jara aise jhum ke
Kyu dolti hai bahar
Yu hai ke aaj is tarang mein
Shamil hai apno ka pyar
Yuhi nahi khuli kheli hai
Julfo se bade shama

Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Hum dono ke sapne kitne pyare hai

Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai
Hum dono ke sapne kitne pyare hai
Kuch tumhare hai kuch hamare hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kuch Hamare Hain

Kuch Hamare Hain is a song from Pyaar Koi Khel Nahin 1999. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Pyaar Koi Khel Nahin 1999 album song list for more songs and album details.