Kuch Din Se Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Kaabil 2017 album cover

Kaabil 2017 Album Details

Sanjay Gupta
Rajesh Roshan
Manoj Muntashir
Hrithik Roshan, Yami Gautam, Ronit Roy, Rohit Roy as Amit, Narendra Jha, Girish

album songs
Kuch Din Se Mujhe
Singer : Jubin Nautiyal

Kuch Din Se Mujhe Lyrics

Song Title = Kuch Din Se Mujhe
Movie/album = Kaabil (2017)
Singers = Jubin Nautiyal
Song Lyricists = Manoj Muntashir
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Sanjay Gupta

Mp3 Song Lyrics

((Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai

Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai

Tere labon se main hansu
Teri lehron mein bahu
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jiyun

Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai

Tere labon se main hansu
Teri lehron mein bahu
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jiyun

Teri hawa mein hi udun
Main aaj kal, main aaj kal
Tere kadam se hi chalun
Main aaj kal, main aaj kal

Kuch bhi nahi mujhme mera
Jo bhi hai woh hai tera

Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai

Aksar ata pata mera
Rehta nahin, rehta nahin
Koi nishaan mera kahin
Milta nahin, milta nahin

Dhoondha gaya jab bhi mujhe
Teri gali mein mila

Kuch din se mujhe
Teri aadat ho gayi hai
Kuch din se meri
Tu zaroorat ho gayi hai

Tere labon se main hansu
Teri lehron mein bahu
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jiyun..))

Posted by : {Sandhya Kanojiya}

About Kuch Din Se Mujhe

Kuch Din Se Mujhe is a song from Kaabil 2017. It is sung by Jubin Nautiyal. Lyrics are credited to Manoj Muntashir. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Kaabil 2017 album song list for more songs and album details.