Koi Phool Na Khilta Yeh Lyrics, Singer & Song Details

Paise Ki Gudiya 1974 album cover

Paise Ki Gudiya 1974 Album Details

Brij
Laxmikant, Pyarelal
Verma Malik
Naveen Nischol, Saira Banu, Ashok Kumar, Padma Khanna, Murad, Naaz, Asrani

album songs
Koi Phool Na Khilta Yeh
Singer : Mohammed Rafi

Koi Phool Na Khilta Yeh Lyrics

Song Title = Koi Phool Na Khilta Yeh
Movie/Album = Paise Ki Gudiya (1974)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Verma Malik
Music Composer = Laxmikant ,Pyarelal
Director = Brij

Mp3 Song Lyrics

((Koi phul na khilta ye kali bhi na hoti
Zindagi bhi na hoti agar tu na hoti
Koi phul na khilta ye kali bhi na hoti
Zindagi bhi na hoti agar tu na hoti
Na hota ujala aur ye rat bhi na hoti
Koi baat hi na hoti agar tu na hoti
Koi phul na khilta

Koi zameen na hoti aur aasma na hota
Koi zameen na hoti aur aasma na hota
Koi haseen na hota koi jawa na hota
Na tare muskurate ye nazare bikhar jate
Koi khushi na hoti agar tu na hoti
Koi phul na khilta

Bulbul ke mast nagme koyal ki shokh tane
Bulbul ke mast nagme koyal ki shokh tane
Ye badlo ke saye panchi ki ye udane
Ye fiza na hoti ye hawa na hoti
Ye ghata na hoti agar tu na hoti
Koi phul na khilta

Na koi pyar hota na intzar hota
Na koi pyar hota na intzar hota
Na koi dil machalta na bekarar hota
Puche jo koi hamse ye sab hai tere damse
Koi bhi shay na hoti agar tu na hoti
Koi phul na khilta ye kali bhi na hoti
Zindagi bhi na hoti agar tu na hoti
Zindagi bhi na hoti agar tu na hoti...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Koi Phool Na Khilta Yeh

Koi Phool Na Khilta Yeh is a song from Paise Ki Gudiya 1974. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Paise Ki Gudiya 1974 album song list for more songs and album details.