Koi Mila Raah Me Lyrics, Singer & Song Details

Raaka 1965 album cover

Raaka 1965 Album Details

Kedar Kapoor
Datta Naik
Asad Bhopali
Dara Singh, Mumtaz, K N Singh, Ganga, Parveen Paul, Kamal Mehra, Shyam Kumar

album songs
Koi Mila Raah Me
Singer : Asha Bhosle

Koi Mila Raah Me Lyrics

Song Title = Koi Mila Raah Me
Movie/Album = Raaka (1965)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Director = Datta Naik
Director = Kedar Kapoor

Mp3 Songs Lyrics

((Bolo na
Koi mila raah mein
Aur dil kho gaya
Phir kya hua
Haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya
Koi mila raah me
Aur dil kho gaya
Koi mila raah mein
Aur dil kho gaya
Phir kya hua
Are haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya

Usne bhi dekha maine bhi dekha
Usne bhi dekha maine bhi dekha
Haye dono ki najre mili
Oye oye dur se
Main bhi na boli
Wo bhi na bola
Main bhi na boli
Wo bhi na bola
Haye aankho se baat hui
Haye haye dur se
O mujhe pyar se
Yun hi dekha kiya
Are haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya

Uske ishare the bade pyare
Uske ishare the bade pyare
Haye main un ishare haye haye haye
Kho gayi
Toba ji toba aage hua kya
Toba ji toba aage hua kya
Are mai to deewani si ho gayi
Jane kya soch ke wo karib aa gaya
Phir kya hua
Are haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya

Hosh uda ke pyar jata ke
Hosh uda ke pyar jata ke
Are jalim ne dil mera
Haye haye haye le liya
Socha na samjha dekha na bhala
Socha na samjha dekha na bhala
Are dil le dard mujhe
Haye haye de diya
Mera chin ke wo kahi chal diya
Phir kya hua
Are haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya
Koi mila raah mein
Aur dil kho gaya
Koi mila raah mein
Aur dil kho gaya
Haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya
Haye gajab ho gaya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Koi Mila Raah Me

Koi Mila Raah Me is a song from Raaka 1965. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Asad Bhopali. Music information: Datta Naik. Read the lyrics above and view the Raaka 1965 album song list for more songs and album details.