Koi Mere Sapnon Mein Aaya Lyrics, Singer & Song Details

New Delhi 1956 album cover

New Delhi 1956 Album Details

Mohan Segal
None
None
Kishore Kumar, Vyjayanthimala, Jabeen Jalil, Nana Palsikar, Nasir Hussain

album songs
Koi Mere Sapnon Mein Aaya
Singer : Lata Mangeshkar

Koi Mere Sapnon Mein Aaya Lyrics

Song Title = Koi Mere Sapnon Me Aaya
Movie/album = New Delhi (1956)
Singers = Lata Mangeshkar

Mp3 Song Lyrics

((Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire phir mere man me samaya
Ye na puchho phir kya huya oo phir
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire man me samaya
Ye na puchho phir kya huya oo phir

Phulo ne sindur chhidka
Phulo ne sindur chhidka
Mosam ka dil aaj kal ka
Mosam ka dil aaj kal ka
Chhalake baharo se masti
Chhalake baharo se masti
Jadu hai unki nazar ka
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire man me samaya
Ye na puchho phir kya huya oo phir

Naina mile kho gayi mai
Naina mile kho gayi mai
Balam ki ab ho gayi mai
Balam ki ab ho gayi mai
Sapno ki rimjhim na puchho
Sapno ki rimjhim na puchho
Madhosh ho so gayi mai
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire man me samaya
Ho, ye na puchho phir kya huya oo phir
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire man me samaya
Ho, ye na puchho phir kya huya oo phir....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Koi Mere Sapnon Mein Aaya

Koi Mere Sapnon Mein Aaya is a song from New Delhi 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the New Delhi 1956 album song list for more songs and album details.