Koi Jane Koi Na Jane Lyrics, Singer & Song Details

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album cover

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 Album Details

Rahul Rawail
Nusrat Fateh Ali Khan
Javed Akhtar
Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan, Shammi Kapoor

album songs
Koi Jane Koi Na Jane
Singer : Nusrat Fateh Ali Khan, Udit

Koi Jane Koi Na Jane Lyrics

Song Lyrics = Koyi Janey, Koyi Naa Janey
Song Lyrics Movie or Album = Aur Pyaar Ho Gaya 1997
Singer(s) = Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayn, Anuradha Paudwal
Music Director(s) = Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricist(s) = Javed Akhtar


Mp3 Song Lyrics

((koyi janey, koyi naa janey, yeh parwane hote hain diwane - (2)
dekho yeh do parwane hain dono hee diwane
jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah

dekho yeh do parwane hain dono hee diwane
jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah

dooniya ko hamne bhulaya jo tumko hai paya
pyar kaa nazuk dhaga hame kahan le aaya - (2)
lekin suno toh dooniya me yeh kya afsane hain
kehte hain dooniya wale kee ham diwane hain - (2)

dil kee baten yeh dil hee janey
kab samjhi hain yeh bate dooniya ne
toh phir mashur hai jo, hamko manjur hai woh
jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah
aa.........

dekho toh yeh lagta hai kee aasan hai manjil
socho toh dil kehta hai kee aayegi mushkil - (2)
ho dekhne sochna kaisa jo dil hee de dala
jogi ne toh hai pehen lee prem kee yeh mala - (2)

dil kee bate yeh dil hee janey, kab samjhi hain yeh bate dooniya ne
toh phir mashur hai jo, hamko manjur hai woh
jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
kaisa dildar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah
kaisa ghumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah

sun le jamin, sun le aasman, dono kee pyar kee yeh dastan
dono me hain kaisi diwangi, dono dilo ne kahe hain kaha
sun le jamin, sun le aasman, dono kee pyar kee yeh dastan
mann me umang leke tan me tarang leke
chhod chale dono dooniya kee galiya
inko junu hai inki suku hai
jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
kaisa karar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah
kaisa ikrar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah - (2)
kaisa ghumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Koi Jane Koi Na Jane Video

About Koi Jane Koi Na Jane

Koi Jane Koi Na Jane is a song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. It is sung by Nusrat Fateh Ali Khan, Udit. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Nusrat Fateh Ali Khan. Read the lyrics above and view the Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album song list for more songs and album details.