Koi Aayega Layega Dil Ka Lyrics, Singer & Song Details

Kartavya 1979 album cover

Kartavya 1979 Album Details

Mohan Segal
Laxmikant , Pyarelal
Verma Malik
Dharmendra, Rekha, Vinod Mehra

album songs
Koi Aayega Layega Dil Ka
Singer : Lata Mangeshkar

Koi Aayega Layega Dil Ka Lyrics

Song Title = Koi Aayega Laayega
Movie/album = Kartavya (1979)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Verma Malik
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director = Mohan Sehgal
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Koi aayega
Koi aayega layega dil ka chain
Sakhi ri mai to nachungi gaungi din rain
Koi aayega ho layega dil ka chain
Sakhi ri mai to nachungi gaungi din rain
Koi aayega ho

Jaise jaise sham ki dulhan payal ko chankaye
Jaise jaise sham ki dulhan payal ko chankaye
Mujhko in tanhayio me aawaz kisi ki aaye
Na jane kyu ho jau bechain
Ho na jane kyu ho jau bechain
Koi aayega ho layega dil ka chain
Sakhi ri mai to nachungi gaungi din rain
Koi aayega ho

Kaun ye na jane kaun ghadi me koi kahi se aaye
Kaun ye na jane kaun ghadi me koi kahi se aaye
Bandha le mere dil ki dhadkan dard mera apnaye
Uskki raho pe ghayal hue mere nain
Uskki raho pe ghayal hue mere nain
Dil rain
Koi aayega layega dil ka chain
Sakhi ri mai to nachungi gaungi din rain
Koi aayega ho layega dil ka chain
Sakhi ri mai to nachungi gaungi din rain
Koi aayega ho...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Koi Aayega Layega Dil Ka

Koi Aayega Layega Dil Ka is a song from Kartavya 1979. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Kartavya 1979 album song list for more songs and album details.