Koi Aaya Aane Bhi De Lyrics, Singer & Song Details

Kaala Sona 1975 album cover

Kaala Sona 1975 Album Details

Ravikant Nagaich
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Feroz Khan, Parveen Babi, Prem Chopra

album songs
Koi Aaya Aane Bhi De
Singer : Asha Bhosle

Koi Aaya Aane Bhi De Lyrics

Song Title = Koi Aaya Aane Bhi De
Movie/album = Kaala Sona (1975)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Koi aaya aane bhi de
Koi gaya jane bhi de
Koi aaya koi aaya aane bhi de
Koi gaya koi gaya jane bhi de
Tujhko to hai masti me jina jile

Koi aaya koi aaya aane bhi de
Koi gaya koi gaya jane bhi de
Tujhko to hai masti me jina jile
Koi aaya koi aaya aane bhi de

Tu to hai deewana bahke ja mahke ja
Khushi ke nashe me aise hi maje me aaha
Tu to hai deewana bahke ja mahke ja
Khushi ke nashe me aise hi maje me aaha
Mahfil me rang bharta ja subah tak
Rang rangile
Koi aaya koi aaya aane bhi de
Koi gaya koi gaya jane bhi de
Tujhko to hai masti me jina jile
Koi aaya koi aaya aane bhi de

Jhume ja mastane chhede ja tarane
Kal kya ho kya jane jane ye tumhari bala
Jhume ja mastane chhede ja tarane
Kal kya ho kya jane jane ye tumhari bala
Aage bhi honge andhere
Sapne to hai chamkile
Koi aaya koi aaya aane bhi de
Koi gaya koi gaya jane bhi de
Tujhko to hai masti me jina jile
Koi aaya koi aaya aane bhi de..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Koi Aaya Aane Bhi De

Koi Aaya Aane Bhi De is a song from Kaala Sona 1975. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Kaala Sona 1975 album song list for more songs and album details.