Kitnee Sardee Kitnee Garmee Ma Lyrics, Singer & Song Details

Chingaari 2006 album cover

Chingaari 2006 Album Details

Kalpana Lajmi
Aadesh Shrivastava
Sameer
Mithun Chakraborty, Sushmita Sen, Anuj Sawhney

album songs
Kitnee Sardee Kitnee Garmee Ma
Singer : Aadesh Shrivastava

Kitnee Sardee Kitnee Garmee Ma Lyrics

Song Title = Kitnee Sardee Kitnee Garmee Male
Movie/Album = Chingaari 2006
Singer(s) = Aadesh Shrivastava
Music Director(s) = Aadesh Shrivastava
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((kitnee sardee, kitnee garmee, kitnee barkha gujar gayee - (2)
tere bina o more sajan -2, jindagee meree thehar gayee
kitnee sardee kitnee garmee kitnee barkha gujar gayee

pal pal teree rah niharu, bin bole teraa nam pukaru - (2)
sulg hai mann kaa diya, aaja aaja aa bairee aa
dard kee maree mai becharee, tut tut key bikhar gayee
tere bina o more sajan -2, jindagee meree thehar gayee
kitnee sardee kitnee garmee kitnee barkha gujar gayee

birha key dukh sehte sehte aansu jam gaye behte behte - (2)
kaisee yeh rit banee, bairan meree prit banee
dubee dubee mai toh dubee kashtee bhavar me utar gayee
kitnee sardee kitnee garmee kitnee barkha gujar gayee
tere bina o more sajan -2, jindagee meree thehar gayee

kitnee sardee kitnee garmee kitnee barkha gujar gayee - (2))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kitnee Sardee Kitnee Garmee Ma

Kitnee Sardee Kitnee Garmee Ma is a song from Chingaari 2006. It is sung by Aadesh Shrivastava. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Chingaari 2006 album song list for more songs and album details.