Kitna Sakoon Kitna Aaram Hai Lyrics, Singer & Song Details

Saajan Ki Baahon Mein 1995 album cover

Saajan Ki Baahon Mein 1995 Album Details

Jay Prakash
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Rishi Kapoor, Sumeet Saigal, Raveena Tandon, Tabu

album songs
Kitna Sakoon Kitna Aaram Hai
Singer : Kumar Sanu

Kitna Sakoon Kitna Aaram Hai Lyrics

Song Title = Kitna Sakoon Kitna Aaram Hai
Movie/Album = Saajan Ki Baahon Mein (1995)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Jay Prakash

Mp3 Song Lyrics

((Kitna sukun kitna aaraam hai
Kitna sukun kitna aaraam hai
Paas main tum ho aur hatho main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Paas main tum ho aur hatho main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai

Keh raha hai yeh dil bekudhi me sanam
Aur kya chaheie zindagi mein sanam
Keh raha hai yeh dil bekudhi me sanam
Aur kya chaheie zindagi mein sanam
Aashqi ka nasha aise jaata nahi
Tumko dekhe bina chain aata nahi
Kasie zinda rahu.,.
En hoton pe sirf tumhara naam hai
Paas main tum ho aur hathoo main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai

Dilrubha hai kiya meine ye feasla
Ab toh jeena nahi hai tumhare siva
Dilrubha hai kiya meine ye feasla
Ab toh jeena nahi hai tumare siva
Thoda pagal hoon mein thoda deewana hun
Bas tumara hoon mein sab se beeghana hun
Aur kya mein kahun
Ishq tera meri chahat ka inaam hai
Paas main tum ho aur hatho main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Paas main tum ho aur hatho main jaam hai
Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kitna Sakoon Kitna Aaram Hai

Kitna Sakoon Kitna Aaram Hai is a song from Saajan Ki Baahon Mein 1995. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Saajan Ki Baahon Mein 1995 album song list for more songs and album details.