Kitna Rangeen Hai Ye Chand Lyrics, Singer & Song Details

Film Hi Film 1983 album cover

Film Hi Film 1983 Album Details

Hiren Nag
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Pran, Ramesh Deo, Seema Deo

album songs
Kitna Rangeen Hai Ye Chand
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Kitna Rangeen Hai Ye Chand Lyrics

Song Lyrics Title = Kitna Rangeen Hai Ye Chand
Song lyrics movie = Film Hi Film (1983)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Shomu Mukherjee
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kitna rangin hain

Yeh chand sitaro ka sama
Aap thakte hi nahi
Aapki aadat kya hain
Is dhamakte huye
Chehare ki chmak kafi hain
Mujhko chand aur
Sitaro ki jarurat kya hain
Kitna rangin hain

Kuch to mausam ki
Aadao ka asar le lijiye
Mehki mehki hawao
Ka asar le lijiye
Aap ki reshami zulafon ki
Mahek kafi hai
Aap ki reshami zulafon ki
Mahek kafi hai
Mehke mehke se nazaro ki
Jarurat kya hai
Aap thakte hi nahi
Aapki aadat kya hain
Kitna rangin hain..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kitna Rangeen Hai Ye Chand

Kitna Rangeen Hai Ye Chand is a song from Film Hi Film 1983. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Film Hi Film 1983 album song list for more songs and album details.