Kitna Maza Aa Raha Hai Lyrics, Singer & Song Details

Raja Jani 1972 album cover

Raja Jani 1972 Album Details

Mohan Segal
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Hema Malini, Premnath, Prem Chopra

album songs
Kitna Maza Aa Raha Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Kitna Maza Aa Raha Hai Lyrics

Song Title = Kitna Maza Aa Raha Hai
Movie/album = Raja Jani (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Mohan Segal

Mp3 Song Lyrics

((Kitna maza aa raha hai
Ho ho ho
Kitna maza aa raha hai
Teer-e-nazar chal rahe hai
Armaan nikal rahe hai
Ho ho ho
Kitna maza aa raha hai
Teer-e-nazar chal rahe hai
Armaan nikal rahe hai
Ho ho ho
Kitna maza aa raha hai

Pehle humko tumse kuchh gile the
Isliye tumhe na hum mile the
Pehle humko tumse kuchh gile the
Isliye tumhe na hum mile the
Ruut badal rahi hai hum bhi badal rahe hai
Armaan nikal rahe hai
Ho ho ho
Kitna maza aa raha hai
Teer-e-nazar chal rahe hai
Armaan nikal rahe hai
Ho ho ho
Kitna maza aa raha hai

Basake tumhari nigaho me
Hum bin mahobaat ki raaho me
Basake tumhari nigaho me
Hum bin mahobaat ki raaho me
Kabhi gir rahe kabhi sanbhal rahe hai
Aaraman nikal rahe hai
Kitna maza aa raha hai
Teer-e-nazar chal rahe hai
Armaan nikal rahe hai
Ho ho ho
Kitna maza aa raha hai

Dono milke aaj muskuraye
Ek baat tumko hum sunaye
Dono milke aaj muskuraye
Ek baat tumko hum sunaye
Humne yeh suna hai ke log jal rahe hai
Armaan nikal rahe hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kitna Maza Aa Raha Hai

Kitna Maza Aa Raha Hai is a song from Raja Jani 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Raja Jani 1972 album song list for more songs and album details.