Kitna Haseen Chehara Lyrics, Singer & Song Details

Dilwale 1994 album cover

Dilwale 1994 Album Details

Harry Baweja
Nadeem Shravan
Sameer
Ajay Devgn, Sunil Shetty, Raveena Tandon

album songs
Kitna Haseen Chehara
Singer : Kumar Sanu

Kitna Haseen Chehara Lyrics

Song Lyrics Title = Kitna Haseen Chehara
Song Lyrics Movie = Dilwale 1994
Singer(s) = Kumar Sanu
Lyricist = Sameer
Music Director = Nadeem Shravan
Film Director = Harry Baweja

Mp3 Song Lyrics

kitna haseen chehra kitni pyari aankhen - 2
kitni pyari aankhen hai aankhon se chhalakta pyar
kudrat ne banaya hoga phursat se tujhe mere yaar -

2
kitna haseen chehra kitni pyari aankhen - 2
kitni pyari aankhen hai aankhon se chhalakta pyar
kudrat ne banaya hoga phursat se tujhe mere yaar -

2

(teri nazar jhuke toh shaam dhalen
jo uthe nazar toh subaha chalen) - 2
tu hase toh kaliyan khil jaaye
tujhe dekh ke hoor bhi sharmaye
teri bikhri bikhri zulfen teri mehaki mehaki

saansen
teri koyal jaisi boli teri meethi meethi baaten
jee chahe mera main yu hi tera karta rahu deedar
kudrat ne banaya hoga phursat se tujhe mere yaar -

2
kitna haseen chehra kitni pyari aankhen

(duniya mein haseen aur bhi hain
hoga na koi tere jaisa haseen) -2
rangeen jawan madhosh badan
tu husno shabab ka hain gulshan
tere ang se khusbu barse pariyon si sundar kaya
jo kutch socha tha maine woh sab kutch tujhmein

paya
teri ek adaa pe main sadke jaaun sau baar
kudrat ne banaya hoga phursat se tujhe mere yaar -

2
kitna haseen chehra kitni pyari aankhen
kitni pyari aankhen hai aankhon se chhalakta pyar
kudrat ne banaya hoga phursat se tujhe mere yaar -)) 2

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Kitna Haseen Chehara

Kitna Haseen Chehara is a song from Dilwale 1994. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Shravan. Read the lyrics above and view the Dilwale 1994 album song list for more songs and album details.