Kitna Achha Hota Jo Main Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Ka Taraana 1993 album cover

Pyaar Ka Taraana 1993 Album Details

Dev Anand
Raamlaxman
M. G. Hashmat, Raamlaxman
Manu Gargi, Anita Ayoob, Akshay Anand

album songs
Kitna Achha Hota Jo Main
Singer : Lata Mangeshkar

Kitna Achha Hota Jo Main Lyrics

Song Title = Kitna Achha Hota Jo Main
Movie/album = Pyaar Ka Tarana (1993)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = M. G. Hashmat, Raamlaxman
Music Director = Raamlaxman
Director = Dev Anand

Mp3 Song Lyrics

((Kitna achha hota jo main piano hoti
Kitna achha hota jo main piano hoti
Tum suro ko chhedte main lehrati gaati
Tum suro ko chhedte main lehrati gaati
Saajna saajna saajna saajna

Chudiyaa kangana bindiya lekar aana
Mang mein sindoor bhar ke
Mujhko tum le jaana
Shehnai band baaja saath mein baarati
Ghodi chdke dhoom machke
Mere ghar mein aana
Kitna achha hota tum dulha banke aate
Kitna achha hota tum dulha banke aate
Main doli mein baith kar dukhan banke jaati
Main doli mein baith kar dukhan banke jaati
Saajna saajna saajna saajna

Ek do teen chaar paanch phere leke
Baithungi main saj dhaj ke teri dukhan banke
Ham dono pyaar ki puri karenge rasme
Shramaugi ghooghat mein tere dil se lag ke
Ghadi milan ki jan kitni suhani hoti
Ghadi milan ki jan kitni suhani hoti
Pyaar ka mtalab main
Smajhke tum ko bhi smjhati
Pyaar ka mtalab main
Smajhke tum ko bhi smjhati
Saajna saajna saajna saajna

Kitna achha hota jo main piano hoti
Kitna achha hota jo main piano hoti
Tum suro ko chhedte main lehrati gaati.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kitna Achha Hota Jo Main

Kitna Achha Hota Jo Main is a song from Pyaar Ka Taraana 1993. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to M. G. Hashmat, Raamlaxman. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Pyaar Ka Taraana 1993 album song list for more songs and album details.