Kit Gaye Ho Khewanhar Lyrics, Singer & Song Details

Achhut Kanya 1936 album cover

Achhut Kanya 1936 Album Details

Franz Osten
Saraswati Devi
J S Kashyap
Ashok Kumar, Devika Rani

album songs
Kit Gaye Ho Khewanhar
Singer : Devika Rani

Kit Gaye Ho Khewanhar Lyrics

Song Lyrics Title = Kit gaye ho khewanhar
Song Lyrics Movie = Achhut kanya 1936
Singers = Devika Rani
Song Lyricists = J S Kashyap
Music Director = Saraswati Devi
Director = Franz Osten


Mp3 Song Lyrics


((Kit gaye ho khewanhaar
Kit gaye ho khewanhaar
Kit gaye ho khewanhaar
Naiyaa doobti
Naiyaa doobbti
Kit gaye ho khewanhaar
Kit gaye ho khewanhaar

Jo main aisaa jaanti
Preet kiye dukh hoye
Nagar dhandhoraa peetati
Preet na kariyo koye
Mohe chhaade gaye majhdhaar
Mohe chhaade gaye majhdhaar

Naiyaa doobti
Naiyaa doobti
Kit gaye ho khewanhaar
Kit gaye ho khewanhaar
Kit gaye ho

Bichhad gaye more sang sanghaati
Naav khewaiyaa jeewan saathi
Bichhad gaye more sang sanghaati
Naav khewaiyaa jeewan saathi
Naav khewaiyaa jeewan saathi
Mohe kaun lagaawe paar
Mohe kaun lagaawe paar
Mohe kaun lagaawe paar

Naiyyaa doobti
Naiyyaa doobti
Kit gaye ho khewanhaar
Kit gaye ho khewanhaar
Kit gaye ho khewanhaar..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kit Gaye Ho Khewanhar Video

About Kit Gaye Ho Khewanhar

Kit Gaye Ho Khewanhar is a song from Achhut Kanya 1936. It is sung by Devika Rani. Lyrics are credited to J S Kashyap. Music information: Saraswati Devi. Read the lyrics above and view the Achhut Kanya 1936 album song list for more songs and album details.