Kisson Mein Suna Tha Lyrics, Singer & Song Details

Bad Friend 2005 album cover

Bad Friend 2005 Album Details

Aditya Om
Nikhil, Vinay
None
Meghna Naidu, Shweta Menon, Aditya Om, Rami Reddy, Pooja Bharathi, Ashok Beniwal

album songs
Kisson Mein Suna Tha
Singer : Abhijeet,Shreya Ghoshal

Kisson Mein Suna Tha Lyrics

Song Lyrics Name = Kisson Mein Suna Tha
Song Lyrics Album Name = Bad Friend
Singer Names = Abhijeet,Shreya Ghoshal,
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Aditya Om
Music Label = Venus


Mp3 Song Lyrics

((Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein
Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein
Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein
Hoti hai aisi deewangee
Hoti hai aisi deewangee
Socha na tha khwaabon mein

Kisson mein nahi main
Na hoon kitaabon mein
Kisson mein nahi main
Na hoon kitaabon mein
Chhoo ke dekho jaan-e-jaan
Chhoo ke dekho jaan-e-jaan
Hoon main tere ehsaason mein

Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein

Inko pyaar ho gaya
Inko pyaar ho gaya
Haan haan pyaar ho gaya
Dekho pyaar ho gaya

Sach sach kaho o jaana
Sach ho ya koyi khwaab
Chaahat ka itni laoon
Kahan se koyi jawaab
Sach sach kaho o jaana
Sach ho ya koyi khwaab
Chaahat ka itni laoon
Kahan se koyi jawaab
Tumhaari ho gayi hoon
Khud apne iraadon se
Tumhaari ho gayi hoon
Khud apne iraadon se
Hoti hai aisi deewangee
Hoti hai aisi deewangee
Socha na tha khwaabon mein

Kisson mein nahi main
Na hoon kitaabon mein

Tum kaise ho aise
Khud se poocha karoon main
Kho jao na kahin tum
Soch ke youn daroon main
Tum kaise ho aise
Khud se poocha karoon main
Kho jao na kahin tum
Soch ke youn daroon main
La-jawaab ho jaoon
Tumhaare jawaabon se
La-jawaab ho jaoon
Tumhaare jawaabon se

Chhoo ke dekho jaan-e-jaan
Chhoo ke dekho jaan-e-jaan
Hoon main tere ehsaason mein

Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kisson Mein Suna Tha

Kisson Mein Suna Tha is a song from Bad Friend 2005. It is sung by Abhijeet,Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to None. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Bad Friend 2005 album song list for more songs and album details.