Kiss Of Love Lyrics, Singer & Song Details

Jhoom Barabar Jhoom 2007 album cover

Jhoom Barabar Jhoom 2007 Album Details

Shaad Ali
Ehsaani, Loy, Shankar
Gulzar
Abhishek Bachchan, Preity Zinta, Bobby Deol

album songs
Kiss Of Love
Singer : Vasundhara Das, Vishal Dadlani

Kiss Of Love Lyrics

Song Lyrics Title = Kiss Of Love
Movie/Album = Jhoom Barabar Jhoom
Singers = Vasundhara Das, Vishal Dadlani
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar
Mahadevan
Director = Shaad Ali

Mp3 Song Lyrics

((Hey
Stay away frm da kiss of love

Oh teri neem nazar ne mara (kiss of love, kiss of love)
Mera gardish mein hai tara (kiss of love, kiss of love)
Oh teri aankhon mein jab bhi jhaakun (hoye shawa oye

shawa)
Mein saaans atak jati hai (hoye shawa oye shawa)

Oh teri aankhon mein jab bhi jhaakun
Mein saaans atak jati hai
Oye band karle bandkar yaara
Daka dalti aankhein

Kiss of love , kiss of love stay away frm da kiss of love
Kiss of love , kiss of love stay away frm da kiss of love

Aye dil-e-nadan tere
Romance ki majbooriyan
Umar se lambi hai yeh
Raat bhar ki dooriyan

O tere ishq mein tu kya jaane
Kitne khwaab piroota hoon
Ek sadi tak jagta hoon mein
Ek sadi tak sota hoon

Teri aankhen jhooke too (oye shawa, oye shawa )
Gir padte hai taare( oye shawa, oye shawa)
Oye band karle bandkar yaara
Daka dalti aankhein

Kiss of love, kiss of love stay away frm da kiss of love
Kiss of love, kiss of love stay away frm da kiss of love

Appse arz hai
Appka yeh farz hai
Nabhz to nabz to dekhiye
Jaan ka yeh marz hai
Haan mud mud ke na dekh zamana
Muh ke bal gir jayega
Edi maar ke rakh sakta yeh waqt palat ke aayega

Teri aankhen jhooke too (oye shawa, oye shawa)
Gir padte hai taare (oye shawa, oye shawa)
Oye band karle bandkar yaara
Daka dalti aankhein

Kiss of love,[kiss of love stay away frm da kiss of love
Kiss of love,[kiss of love stay away frm da kiss of love
Kiss of love,[kiss of love stay away frm da kiss of love
Kiss of love,[kiss of love stay away frm da kiss of love....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kiss Of Love

Kiss Of Love is a song from Jhoom Barabar Jhoom 2007. It is sung by Vasundhara Das, Vishal Dadlani. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Ehsaani, Loy, Shankar. Read the lyrics above and view the Jhoom Barabar Jhoom 2007 album song list for more songs and album details.