Kisne Dekha Kisne Jana Lyrics, Singer & Song Details

Agniputra 2000 album cover

Agniputra 2000 Album Details

B. Vijay Reddy
Nikhil, Vinay
Anand Bakshi
Mithun Chakraborty

album songs
Kisne Dekha Kisne Jana
Singer : Sonu Nigam

Kisne Dekha Kisne Jana Lyrics

Song Lyrics = Kisne Dekha Kisne Jana
Movie/album = Agni Putra (2000)
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = B. Vijay Reddy
Music Label = Shemaroo


Mp3 Song Lyrics

((Kisne dekha hai jana sawrag kaisa hoga
Kisne dekha hai jana sawrag kaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga
Kisne dekha hai jana sawrag kaisa hoga
Kisne dekha hai jana sawrag kaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga

Pani ki ek boond me ho jaise saat samandar
O pani ki ek boond me ho jaise saat samandar
Itni badi ye duniya is chote se ghar ke andar
Raje raniya jis me rahete mahel vo kaisa hoga
Raje raniya jis me rahete mahel vo kaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga
Kisne dekha kisane jana sawrag kaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga

Jab jab utare aasama se
Jhil mil jhil mil chandani raate
Log kiya karte aise me
Pariyo ki baate, pariyo ki baate
Sundar sundar pyari pyari pariya kaisi hogi
Sundar sundar pyari pyari pariya kaisi hogi
Or kaisi hogi meri behano jaisi hogi
Bhaiya or kaisi hogi meri behano jaisi hogi
Kisne dekha kisane jana sawrag kaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga

Ekhi jaise lagte hai sare gagan ke tare
Ekhi jaise lagte hai sare gagan ke tare
Apne apne bache sab maao ko lagte pyare
Koi phol koi chand ke jaisa hoga
Koi phool koi chand ke jaisa hoga
Lekin koi bhi na mere lal ke jaisa hoga
Lekin koi bhi na mere lal ke jaisa hoga
Kisne dekha kisane jana sawrag kaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga

Apne man mandir me jiski puja mai karta hu
Apne man mandir me jiski puja mai karta hu
Jiski surat murat sapno me dunda karta hu
Ye mai kya janu vo devi mata kaisi hogi
Ye mai kya janu vo devi mata kaisi hogi
Or kaisi hogi meri maa ke jaisi hogi
Or kaisi hogi meri maa ke jaisi hogi
Kisne dekha kisane jana sawrag kaisa hoga
Kisne dekha kisane jana sawrag kaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga
Or kaisa hoga mere ghar ke jaisa hoga..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kisne Dekha Kisne Jana Video

About Kisne Dekha Kisne Jana

Kisne Dekha Kisne Jana is a song from Agniputra 2000. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Agniputra 2000 album song list for more songs and album details.