Kisne Bhi To Naa Dekha Lyrics, Singer & Song Details

Dil Aashna Hai 1992 album cover

Dil Aashna Hai 1992 Album Details

Hema Malini
Anand, Milind Shrivastav
Majrooh Sultanpuri
Jeetendra, Mithun Chakraborty, Dimple Kapadia

album songs
Kisne Bhi To Naa Dekha
Singer : Pankaj Udhas

Kisne Bhi To Naa Dekha Lyrics

Song Lyrics = Kisine Bhee Toh Naa Dekha
Movie/Album or Album = Dil Aashna Hai (1992)
Singer(s) = Pankaj Udhas
Music Director(s) = Anand-Milind
Lyricist(s) = Majrooh Sultanpuri

Mp3 Song Lyrics

((yeh aarju thee ke haskar koyee mila hota
kahee toh humse kisee kaa dil aashna hota
(kisine bhee toh naa dekha nigah bharke mujhe -2
gaya phir aaj kaa din bhee udas karke mujhe) - (2)
kisine bhee toh naa dekha nigah bharke mujhe

sawa bhee layee naa koyee payam apno kaa - (2)
suna rahee hai fasane idhar udhar ke mujhe
gaya phir aaj kaa din bhee udas karke mujhe
kisine bhee toh naa dekha nigah bharke mujhe

maf kijiye, jo mai ajnabee hu mehfil me - (2)
ke raste nahee malum iss nagar ke mujhe
gaya phir aaj kaa din bhee udas karke mujhe
kisine bhee toh naa dekha nigah bharke mujhe

woh dard hai ke jisse seh saku naa keh pau - (2)
milega chain toh abb jan se gujarke mujhe
gaya phir aaj kaa din bhee udas karke mujhe
kisine bhee toh naa dekha nigah bharke mujhe
gaya phir aaj kaa din bhee udas karke mujhe
kisine bhee toh naa dekha nigah bharke mujhe
nigah bharke mujhe, nigah bharke mujhe..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kisne Bhi To Naa Dekha

Kisne Bhi To Naa Dekha is a song from Dil Aashna Hai 1992. It is sung by Pankaj Udhas. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Dil Aashna Hai 1992 album song list for more songs and album details.