Kismat Ki Jeb Mein Lyrics, Singer & Song Details

Man Pasand 1980 album cover

Man Pasand 1980 Album Details

Basu Chatterjee
Rajesh Roshan
Amit Khanna
Dev Anand, Tina Munim

album songs
Kismat Ki Jeb Mein
Singer : Mehmood

Kismat Ki Jeb Mein Lyrics

Song Title = Kismat Ki Jeb Me
Movie/Album = Man pasand (1980)
Singers = Mehmood
Song Lyricists = Amit Khanna
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = Basu Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((kismat ki jeb me
ho kismat ki jeb me angutha nasib ka
pad pad ke phel hota hai londa garib ka
kismat ki jeb me angutha nasib ka
pad pad ke phel hota hai londa garib ka

makhan khane se mere dant hil jate hai
makhan khane se mere dant hil jate hai
makhmal pe chale to ye pav chhil jate hai
aamdani haish par makhmal kaha se laye
aao sadak par baithe thandi hawa hi khaye
zindagi tera mera,
zindagi tera mera rishta karib ka
pad pad ke phel hota hai londa garib ka
kismat ki jeb me angutha nasib ka
pad pad ke phel hota hai londa garib ka

sari duniya ke bap ghar ko chalate hai
sari duniya ke bap ghar ko chalate hai
takdir walo ke bache unhe khilate hai
jab beti hai kamau beti meri beti
jab beti hai kamau hath pav kyu chalau
mufat ka mal mile to pasina kyu bahau
kudrat ka hai ye
kudrat ka hai ye karishma ajib sa
pad pad ke phel hota hai londa garib ka
kismat ki jeb me angutha nasib ka
pad pad ke phel hota hai londa garib ka
kismat ki jeb me angutha nasib ka
pad pad ke phel hota hai londa garib ka..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kismat Ki Jeb Mein

Kismat Ki Jeb Mein is a song from Man Pasand 1980. It is sung by Mehmood. Lyrics are credited to Amit Khanna. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Man Pasand 1980 album song list for more songs and album details.