Kisine Jaadu Kiya Lyrics, Singer & Song Details

Chand Aur Suraj 1965 album cover

Chand Aur Suraj 1965 Album Details

Dulal Guha
Salil Chowdhury
Shailendra
Ashok Kumar, Dharmendra, Nirupa Roy

album songs
Kisine Jaadu Kiya
Singer : Mukesh

Kisine Jaadu Kiya Lyrics

Song Title = Kisine Jaadu Kiya
Movie/album = Chand Aur Suraj (1965)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Salil Chowdhury

Mp3 Song Lyrics

((Kisii ne jaaduu kiya mai karu kya
Meraa man moh liya mai karuu kya
Kisii ne jaaduu kiya mai karu kya
Meraa man moh liya mai karu kya
Kisii ne jaaduu kiya mai karu kya

Kar ke ghaayal vo mujhe bekhabar hai
Meri aahe bhi vahaa beasar hai
Kar ke ghaayal vo mujhe bekhabar hai
Meri ahe bhi vahaa beasar hai
Kuub hai ye ada mai karuu kyaa
Kisii ne jaaduu kiyaa mai karu kya
Meraa man moh liya mai karu kya
Kisii ne jaaduu kiyaa mai karu kya

Raat mushkil se kate din hai bhaarii
Raat mushkil se kate din hai bhaarii
Sadaa aankho me rahe chhab vo pyaarii
Raat mushkil se kate din hai bhaarii
Jiinaa ab unake binaa huaa mushkil
Jaan hai uname basii unhi ka dil
Mujhe kyaa ho chalaa mai karu kyaa
Kisii ne jaaduu kiya mai karu kya

Pyaar chhupataa nahii mai kya chhupaauu
Kahe to chiir ke dil mai dikhaauu
Pyaar chhupataa nahii mai kya chhupaauu
Kahe to chiir ke dil mai dikhaauu
Husn de ke bhala mai karu kya...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Kisine Jaadu Kiya

Kisine Jaadu Kiya is a song from Chand Aur Suraj 1965. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Chand Aur Suraj 1965 album song list for more songs and album details.