Kisi Pe Dil Agar Aa Lyrics, Singer & Song Details

Rafoo Chakkar 1975 album cover

Rafoo Chakkar 1975 Album Details

Narender Bedi
Jaikishan Dayabhai Panchal
Gulshan Bawra
Rishi Kapoor, Neetu Singh, Madan Puri, Rajendranath, Paintal

album songs
Kisi Pe Dil Agar Aa
Singer : Asha Bhosle, Shailendra Singh

Kisi Pe Dil Agar Aa Lyrics

Song Title = Kisi Pe Dil Agar Aa
Movie/album = Rafoo Chakkar (1975)
Singers = Asha Bhosle, Shailendra Singh
Song Lyricists = Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Narender Bedi

Mp3 Song Lyrics

((Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

Koi dil pe agar chha jaye to kya hota hai
Koi dil pe agar chha jaye to kya hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

Mujhko julfo ke saye me so jane do sanam
Mujhko julfo ke saye me so jane do sanam
Ho raha hai jo dil me, ho jane do sanam
Ho raha hai jo dil me, ho jane do sanam
Baat dil ki dil me rah jaye
To fir kya hota hai
Baat dil ki dil me rah jaye
To fir kya hota hai

Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

Kya manjur hai khuda ko batao to jara
Kya manjur hai khuda ko batao to jara
Jaan jaogi, baho me aa jao to jara
Jaan jaogi, baho me aa jao to jara
Koi jo baaho me aa jaye
To fir kya hota hai
Koi jo baaho me aa jaye
To fir kya hota hai

Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai
Wahi hota hai jo manjure khuda hota hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kisi Pe Dil Agar Aa

Kisi Pe Dil Agar Aa is a song from Rafoo Chakkar 1975. It is sung by Asha Bhosle, Shailendra Singh. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Rafoo Chakkar 1975 album song list for more songs and album details.