Kisi Ki Nazar Ne Ishara Lyrics, Singer & Song Details

So Saal Baad 1966 album cover

So Saal Baad 1966 Album Details

B K Dubey
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Feroz Khan, Kumkum, Rajendra Nath, Sapru

album songs
Kisi Ki Nazar Ne Ishara
Singer : Lata Mangeshkar

Kisi Ki Nazar Ne Ishara Lyrics

Song Title = Kisi Ki Nazar Ne Ishara
Movie/album =Sau Saal Baad (1966)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = B.K. Dubey

Mp3 Song Lyrics

((Kisi ki nazar ne kisi ki nazar ne
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Ke marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai

Kisi roz gujre agar wo idhar se
Kisi roz gujre agar wo idhar se
To kadmo mein dil ke,
To kadmo mein dil ke rahe bekhabar se
Ye kya hal tumne, kya hal tumne
Kya hal tumne hamara kiya hai
Ke marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai

Yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
Yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
Waha wo nahi hai magar phir bhi tauba
Magar phir bhi tauba kaha wo nahi hai
Jaha bhi hai dekha jidhar bhi hai dekha
Nazar ne usika nazara kiya hai
Ke marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kisi Ki Nazar Ne Ishara

Kisi Ki Nazar Ne Ishara is a song from So Saal Baad 1966. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the So Saal Baad 1966 album song list for more songs and album details.