Kisi Ki Mohabbat Mein Lyrics, Singer & Song Details

Kaise Kahoon 1964 album cover

Kaise Kahoon 1964 Album Details

Atma Ram
Rahul Dev Burman
Shakeel Badayuni
Biswajeet, Geetanjali, Poonam Kapoor

album songs
Kisi Ki Mohabbat Mein
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Kisi Ki Mohabbat Mein Lyrics

Song Title = Kisi Ki Mohabbat Mein
Movie/album = Kaise Kahoon (1964)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Director = Atma Ram
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Koi chij payi hai dil ko gawa ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Koi chij payi hai dil ko gawa ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Badi chot khayi hai duniya luta ke
Kisi ki mohabbat mein

Baharo ke din ab honge nazaro ki rate
Baharo ke din ab honge nazaro ki rate
Kabhi hum kahenge unse kuch dil ki bate
Kabhi milke gayenge tarane wafa ke
Mohabbat mein

Ye sanso ki dori apni jab tak chalegi
Ye sanso ki dori apni jab tak chalegi
Mohabbat ki sama yu dil mein jalegi
Ise kya bhujayenge jhonke hawa ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Badi chot khayi hai duniya luta ke
Kisi ki mohabbat mein

Kahi pyar guncha banke mhakta hai dil mein
Kahi pyar guncha banke mhakta hai dil mein
O ho kahi pyar kanta banke chubta hai dil mein
Mohabbat nibhayenge hum muskura ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Badi chot khayi hai duniya luta ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Koi chij payi hai dil ko gawa ke...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kisi Ki Mohabbat Mein

Kisi Ki Mohabbat Mein is a song from Kaise Kahoon 1964. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Kaise Kahoon 1964 album song list for more songs and album details.