Kisi Ek Jagah Ke Qaidi Lyrics, Singer & Song Details

Imaan 1974 album cover

Imaan 1974 Album Details

B. Padmanabham
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Sanjeev Kumar, Leena Chandavarkar, Johnny Walker

album songs
Kisi Ek Jagah Ke Qaidi
Singer : Lata Mangeshkar

Kisi Ek Jagah Ke Qaidi Lyrics

Song Lyrics Title = Kisi Ek Jagah Ke Qaidi
Song Lyrics Movie = Imaan (1974)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Padmanath
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kisi ek jagah ke kaidi nahi aajaad nadi ke

dhaare hai
Ke hum banjaare hai, hamaara kya thikaana
Kisi ek jagah ke kaidi nahi aajaad nadi ke

dhaare hai
Ke hum banjaare hai, hamaara kya thikaana
Hamaare pichhe pichhe pichhe pichhe pichhe

pichhe re
Mat aana re hamaara kya thikaana, hamaara kya

thikaana

Kab jaane udd jaaye panchchhi aur pardesi,

inn dono ka kya hai aitbaar
Kab jaane udd jaaye panchchhi aur pardesi
Hum logo se jo karata hai pyaar
Woh hota hai deewaana hamaara kya thikaana
Hamaare pichhe pichhe pichhe pichhe pichhe

pichhe
Mat aana re hamaara kya thikaana

Yeh do nain nahi hai tir kamaan hai yeh toh
Lagate hai sab dil ko thaamane
Yeh do nain nahi hai tir kamaan hai yeh toh
Aa jaayega jo bhi saamane
Woh banega nishaana haan hamaara kya thikaana
Hamaare pichhe pichhe pichhe pichhe pichhe

pichhe
Mat aana re hamaara kya thikaana
Kisi ek jagah ke kaidi nahi aajaad nadi ke

dhaare hai
Ke hum banjaare hai, hamaara kya thikaana
Hamaare pichhe pichhe pichhe pichhe pichhe

pichhe re
Mat aana re hamaara kya thikaana, hamaara kya

thikaana...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kisi Ek Jagah Ke Qaidi

Kisi Ek Jagah Ke Qaidi is a song from Imaan 1974. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Imaan 1974 album song list for more songs and album details.