Kis Lamhe Mein Female Lyrics, Singer & Song Details

John Day 2013 album cover

John Day 2013 Album Details

Ahishor Solomon
Sunil Bhatia
Anwar Maqsood
Naseeruddin Shah, Randeep Hooda, Vipin Sharma, Shernaz Patel, Sharat Saxena, Ele

album songs
Kis Lamhe Mein Female
Singer : Aditi Singh Sharma

Kis Lamhe Mein Female Lyrics

Song Title = Kis Lamhe Mein Female
Movie/Album = John Day 2013
Singer = Aditi Singh Sharma
Song Lyricists = Anwar Maqsood
Music Composer = Strings (Band), Sunil Bhatia

Mp3 Song Lyrics

((Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Babba baa ba hoooo

Kis lamhe mein kya hai chhupa
Na raaz faash yeh kabhi ho saka
Kab kya yahaan pe ho jaayega
Koi nahin jaanta

Dariya hai bahut gahra
Na doobna
Kya kya hai chhupa
Ismein tu poochh na

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Babba baa ba hoooo

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Babba baa ba hoooo

Dariya hai bahut gahra
Na doobna
Kya kya hai chhupa
Ismein tu poochh na
Her koi yahaan lootera maan ja
Chehre pe yahaan chehra hai
Jaan ja

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Babba baa ba hoooo

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Babba baa ba hoooo

Pata hai kab kise
Waqt ki saazeeshein
Nhin koi bata saka

Na ho sake jispe yakeen
Yeh kar de aisi zindagi
Badal de ek pal mein samaa

Kar na kisi pe koi bharosa
Waisa nahi wo jaisa hai soch
Her din hota hai yahaan kuchh naya
Mat ho tu hairaan

Dariya hai bahut gahra
Na doobna
Kya kya hai chhupa
Ismein tu poochh na
Her koi yahaan lootera maan ja
Chehre pe yahaan chehra hai jaan ja

Kis lamhe mein kya hai chhupa
Na raaz faash yeh kabhi ho saka
Kab kya yahaan pe ho jayega
Koi nahin jaanta

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Babba baa ba hoooo

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Babba baa ba hoooo...)))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kis Lamhe Mein Female

Kis Lamhe Mein Female is a song from John Day 2013. It is sung by Aditi Singh Sharma. Lyrics are credited to Anwar Maqsood. Music information: Sunil Bhatia. Read the lyrics above and view the John Day 2013 album song list for more songs and album details.