Kis Kadar Khoobsurat Hasi Raat Lyrics, Singer & Song Details

Ishq Ho Gaya Mamu 2008 album cover

Ishq Ho Gaya Mamu 2008 Album Details

Sumbul Gazi
Altamash Khan
Gazi
Meenu Bharadwaj, Avtar Gill, Nasir Kazi

album songs
Kis Kadar Khoobsurat Hasi Raat
Singer : Sonu Nigam

Kis Kadar Khoobsurat Hasi Raat Lyrics

Song Lyrics Title = Kis Kadar Khoobsurat Hasi Raat
Movie/album = Ishq Ho Gaya Mamu (2008)
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Gazi
Music Director = Altamash Khan

Mp3 Song Lyrics

((Kis kadar khubsurat hasi raat hai
Kis kadar khubsurat hasi raat hai
Aaj haathon mein mere tera haath hai
Aaj haathon mein mere tera haath hai
Kis kadar khubsurat hasi raat hai

Jabse dekha tujhe dil yeh lagata nahi
Kitna dekhu tujhe dil yeh bharata nahi
Jabse dekha tujhe dil yeh lagata nahi
Kitna dekhu tujhe dil yeh bharata nahi
Iss jameen ka tu aisa hasi chaand hai
Iss jameen ka tu aisa hasi chaand hai
Har ujaala tere saamane maand hai
Har ujaala tere saamane maand hai
Tu agar muskuraakar jara dekh le
Phir toh saara jamaana mere saath hai
Kis kadar khubsurat hasi raat hai

Tu hataade jo aanchal ujaale mile
Tere hasane se baago mein kaliyaan khile
Tu hataade jo aanchal ujaale mile
Tere hasane se baago mein kaliyaan khile
Dil ka armaan hai tujhpe mar jaau main
Dil ka armaan hai tujhpe mar jaau main
Apani chaahat se duniya ko bhaar jaau main
Apani chaahat se duniya ko bhaar jaau main
Umrr badh jaati hai jab bhi dekhu tujhe
Tere didaar ki yeh karaamaat hai
Kis kadar khubsurat hasi raat hai.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kis Kadar Khoobsurat Hasi Raat

Kis Kadar Khoobsurat Hasi Raat is a song from Ishq Ho Gaya Mamu 2008. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Gazi. Music information: Altamash Khan. Read the lyrics above and view the Ishq Ho Gaya Mamu 2008 album song list for more songs and album details.