Khwaja Nirale Mere Lyrics, Singer & Song Details

Mere Gharib Nawaz 1973 album cover

Mere Gharib Nawaz 1973 Album Details

Mehboob Sarwar
None
None
Satish Arora, Nazneen, Agha, Jalal Aga, Renuka, Mukri, Bharat Bhushan, Jagdeep

album songs
Khwaja Nirale Mere
Singer : Mohammed Rafi

Khwaja Nirale Mere Lyrics

Song Title = Khwaaja Niraale Mere
Movie/Album = Mere Gharib Nawaz - 1973
Singer(s) = Mohammad Rafi

Mp3 Song Lyrics

((khwaaja niraale mere ajmere waale shaan nyaari tumhaari
kahe duniya yeh saari) - (2)
khwaaja niraale

tumhaare sar pe hajaaron ki bheed rehati hai
ghmo ke dard ke maaron ki bheed rehati hai
yeh woh chaman hai jahaan koi bhed bhaav nahi
gulon ke saath hi khaaron ki bheed rehati hai
hindu musalmaan sikh isaayi -2
sunate hai khwaaja sab ki duhaayi - 3
tumari najar mein ek hai daata -2
raaja ho ya bhikaari, kahe duniya yeh saari
jaau tum pe main waari
khwaaja niraale mere ajmere waale shaan nyaari tumhaari
khwaaja niraale

huye hai yuun toh bahot hauliya gharib nawaaj
tumhaara sab se hai rutaba bada gharib nawaaj
khuda tumhaari raja mein hai isame raaji
tumhi ho majhare shaan-e-khuda garib nawa
jinno bashar karate hai gulaami -2
shamsokamar dete hai salaami -3
vormalaayik arshbarite -2
are baatein tihaari jaau tum pe main vaari
kahe duniya yeh saari
(khwaaja niraale mere ajmere waale shaan nyaari tumhaari
kahe duniya yeh saari) - (2)
khwaaja niraale..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Khwaja Nirale Mere

Khwaja Nirale Mere is a song from Mere Gharib Nawaz 1973. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mere Gharib Nawaz 1973 album song list for more songs and album details.