Khwabon Ki Male Lyrics, Singer & Song Details

Mudda The Issue 2003 album cover

Mudda The Issue 2003 Album Details

Saurabh Shukla
Jeet, Pritam
Saurabh Shukla
Arya Babbar, Aditya Srivastava, Rekha Vedvyasa, Vijay Raaz

album songs
Khwabon Ki Male
Singer : Hariharan

Khwabon Ki Male Lyrics

Song Title = Khwabon Ki Male
Movie/Album = Mudda The Issue 2003
Singer = Hariharan
Lyricist = Saurabh Shukla
Music Director = Jeet, Pritam
Film Director = Saurabh Shukla
Film Producer = Daksha Mavani

Mp3 Song Lyrics

((khwabon ki jo baate hain
piya se mulakate hain
khwabon ki jo baate hain
piya se mulakate hain
mera dil to baat na maane
aankh na khole
kuch bhi na jaane re
khwabon ki jo baate hain
piya se mulakate hain

bhini si khushbu hawao mein hain
teri hi baate fizao mein hain
bhini si khushbu hawao mein hain
teri hi baate fizao mein hain
ho maane na mera paagal jiya
aayenge kab bedardi piya
bedardi piya
khwabon ki jo baate hain
piya se mulakate hain

thoda hain gham
thodi khushiya yaha
kante bhi hain aur kaliya yaha
thoda hain gham
thodi khushiya yaha
kante bhi hain aur kaliya yaha
jhuthi sahi par ummide to hain
chalta hain duniya ka yu karwa
yu karwa
khwabon ki jo baate hain
piya se mulakate hain
mera dil to baat na maane
aankh na khole
kuch bhi na jaane re
khwabon ki jo baate hain
piya se mulakate hain
piya se mulakate hain
khwabon ki jo baate hain
piya se mulakate hain
piya, piya se mulakate hain))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Khwabon Ki Male

Khwabon Ki Male is a song from Mudda The Issue 2003. It is sung by Hariharan. Lyrics are credited to Saurabh Shukla. Music information: Jeet, Pritam. Read the lyrics above and view the Mudda The Issue 2003 album song list for more songs and album details.