Khwabo Mein Aanewali Lyrics, Singer & Song Details

Vijeta 1996 album cover

Vijeta 1996 Album Details

K. Murali Mohan Rao
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sanjay Dutt, Raveena Tandon, Ajit Vachani, Alok Nath

album songs
Khwabo Mein Aanewali
Singer : Alka Yagnik, Vinod Rathod

Khwabo Mein Aanewali Lyrics

Song Title = Khwabo Me Aanewali
Movie/album = Vijeta (1996)
Singers = Alka Yagnik, Vinod Rathod
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Srivastav, Milind Srivastav
Director = K. Muralimohana Rao

Mp3 Song Lyrics

((Khwabo mein aanewali
Dil ko churanewali
Khwabo mein aanewali
Dil ko churane wali
Ninde udane wali mujhko jagane wali
Aaja meri zindagi mein

Aankho mein chhanewale
Sanse mahkane wale
Aankho mein chhanewale
Saanse mahkanewale
Dhadkan mein ganewale
Pyaar sikhane wale
Aaja meri zindagi mein

Yaado ki galiyo mein
Bahake nazaro mein
Dekha tujhe maine
Chanda sitaro mein
Aashiq deewano mein
Lakho hajaro mein
Tera hi charcha hai
Sare kuwaro mein

Mahake phoolo ki dali
Ha madira ki chhalki pyali
Mahake pholo ki dali
Madira ki chhalki pyali
Tu hai suraj ki lali o ladki bholi bhali
Aaja meri zindagi mein

Din ke ujalo mein bechian rato mein
Khoyi rahi main to teri hi bato mein
Janejaha mujhko teri tamana hai
Mera nasiba hai tere hi hatho mein

Pagal aashiq deewana
Lagta hai tu parwana
Pagal aashiq deewana
Lagta hai tu parwana
Likh de koi afsana de
De mujhko nazrana
Aaja meri zindagi mein

Khwabo mein aanewali
Dil ko churane wali
Ninde udane wali
Mujhko jagane wali
Aaja meri zindagi mein

Aankho mein chhane wale
Saanse mahkane wale
Dhadkan mein gane wale
Pyar sikhane wale
Aaja meri zindagi mein..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Khwabo Mein Aanewali

Khwabo Mein Aanewali is a song from Vijeta 1996. It is sung by Alka Yagnik, Vinod Rathod. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Vijeta 1996 album song list for more songs and album details.