Khwab Ban Kar Koi Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Razia Sultan 1983 album cover

Razia Sultan 1983 Album Details

Kamal Amrohi
Mohammed Zahur Khayyam
Jan Nisar Akhtar
Dharmendra, Hema Malini, Parveen Babi

album songs
Khwab Ban Kar Koi Aaye
Singer : Lata Mangeshkar

Khwab Ban Kar Koi Aaye Lyrics

Song Title = Khwab Ban Kar Koi Aaye
Movie/album = Razia Sultan (1983)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Kamal Amrohi

Mp3 Song Lyrics

((Chum kar raat jo sulaayegi
Chum kar raat jo sulaayegi
Toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega
Khwaab ban kar koyi aayega
Toh nind aayegi
Abb wahi aake sulayega
Abb wahi aake sulayega
Toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega

Baat jo sirf nigaaho
Se kahi jaati hai
Baat jo sirf nigaaho
Se kahi jaati hai
Koyi hontho se sunayega
Koyi hontho se sunayega
Toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega

Narm julfo ki mahak
Garm badan ki khushabu
Narm julfo ki mahak
Garm badan ki khushabu
Chupake chupake
Chupake chupake woh
Churaayega toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega

Jism haatho ki haraarat
Se pighal jaayega
Jism haatho ki haraarat
Se pighal jaayega
Aag rag rag me lagaayega
Aag rag rag me lagaayega
Toh nind aayegi
Khwaab ban kar koyi aayega..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Khwab Ban Kar Koi Aaye

Khwab Ban Kar Koi Aaye is a song from Razia Sultan 1983. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Jan Nisar Akhtar. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Razia Sultan 1983 album song list for more songs and album details.